Related Articles
asfanah(palak)
فروری 24, 2015
maal e ghanemat
فروری 11, 2015
loh-e-mahfooz full
فروری 11, 2015
pani ki jaag
فروری 24, 2015
aag men phonkna
فروری 24, 2015
rait frosh
فروری 19, 2015
pathar banaby wala
فروری 24, 2015
bulbul
فروری 22, 2015
shatranj ki bisaat
فروری 14, 2015
dushman full
فروری 20, 2015
sang buniyaad
فروری 16, 2015
joogii
فروری 22, 2015
Me NY khwab me more dekha Jo ke mera pecha krta hey or me ny more ka pankh b dekha Jo me hath me pakrti Hn plzzz iss k tabeer byte
Or 20$ra khwab y ke me khwab me boht uncha urti ho ek 2 bar to asman be pakra hy

Meine asar aur magrib k darmiyan ek khwab dekha jisme m pani m do khubsurat mor dekhein aur unke pass bahot saare kabootar thai charo taraf hariyali thi.iska kya matlab hain….

Mene khawab main.dekha hai ke aik chat pe khari hon. Uss k ddeewar se paar aik buht khobsorat dior tak pheli jheel hai aur us k peechy pahaar hain. Us jheel main aik jazeera hai. Uss jazeeray main ghar wagaira bany hain. Unhi main khana e kabba aur gunbad e khizra sath sath nazar arhy hain. Saray dosry ghar buht madham hojty hain un per jese noor hai jo nazar arhy. Asman na din ka waqt hai n raat ka beech ka waqt hai intihai khobsorat asman hai. Phir achanak se aio hath jitny lamby mor k par hazaron ki tadad main gol gol ghomty asman ki tarf urnay lagty hain sara asman un se jese bhar sa jata hai. Aur un k drmyan chamkty khana e kabba aur sabz gunbad. Aisa khobsort manzar k byan se bahir. Iski tabeer buht dhoondi nahi jaan pa rahi. Please mujhy iska reply zaror kijiye. Shukriya
Assalamoaliekum
Aap ka khwab achaai ki daleel hai ALLAH ruhanni darja main taraqqi ataa farmay ga INSHAALLAH (WALLAH o AALAM) Es tarah k khwab deen dari akhtyar karne ki ibtadaai alamaat hain, Jis k zariey ALLAH taala apni taraf justujoo karne waly insaan k dil ko sakoon o himmat ataa fermata hai jis se wo mazeed ALLAH k qareeb hone ka mouqa paata hai
WASSALAAM
IMDAD HUSSAIN ALVI

mene khuwab m dekha k ak ak kitab shayad qurran pak hai or wo sabz rang kay kapray m lipta huwa hai or uske uper do 2 moor k pank hai.please ap uski taabeer bataeyn

Assalam o Alaikum, Mene khwab me dekha k me apnay ghar ki chat par khari hu… Or ek bohat khoobsurat mor jo is dunia me to nai milta.. Meri chat k upar hawa mein char taraf urr raha hai or mje dekh raha hai.. Mein soch rahi hu k kitna pyara hai kaash mere pas ajaye.. Magar wo urta rehta hai hawa me magar mere pas nai ata.. Plz iski tabeer bata dein.. Jazakallah