Related Articles
tar karny ki jaga
فروری 22, 2015
muqablah karna
فروری 11, 2015
Sem
فروری 14, 2015
samawaar
فروری 16, 2015
naaqoos
فروری 10, 2015
khawab main hadya deny ki tabeer
فروری 9, 2015
soobiaa
فروری 16, 2015
tayammum
فروری 22, 2015
maghfirat talab karna
فروری 11, 2015
be qarar hona
فروری 23, 2015
zaat ul junb ki bimari
فروری 19, 2015
kharnoot
فروری 21, 2015
Asslamo-alaikum
kal rat main Rasool (PBUH) pak pr darood prhte so gia rat ko khuab main whi drood salala hu alai wasalam prh rha tha par mjhe jase ksi ne jkra hua tha bed pr main na uth skta tha na beth skta tha or jab b m Darood prhta khwab main mera sir or bhari ho jata or jb m chup rhta to si hlka hota or ankh khuli tb b mre mun se yahi kalmat the pr mre sir pr b usi kisam ki kefiat tari the

durood sharif achi tarha theek sy parhain aur wazu thek sy kr k parhain. apna bed check karain k wo pak hai ya naapak. aur apko agar ghusal k faraiz maloom nai tou ghusal ja tariqa sekhain. Rasool allah pak hain. aur unka zikr bhi pak hai. ise leya jo koe un per durod bhejay tou wo insan khod bhi pak ho aur uski parhnay ki jaga bhi pak ho.

Assalam.o.Alaikum !
main ny khwab main dekha k main drood e pak prh rhi hon or zayada tadat main prh rhi hon or mere pichy kafi khawateen bhi us ko prh rhi hain pr ahista awaz main or main unchi awaz main ……plz is ki tabeer bata den …. shukriya