Assalamo Alikum , Mene khuab main dekha k main kisi ghar se nikli hu maghrib k time apne ghar jane k lye par gali main malba (pather bajri) wagera para hai to main gari main hun aur pathar aur malbe ki waja se gari aage nahe jasaki , aur main gari se utar kar wapis usi ghar main chali gaee hun , aur sath sath mujhe ye bhe fikar hai k mujhe apne ghar jana h , rat bhe horahe hai , ghar akela hoga. barae mehar bani is khuab ka matlab bata den.
Assalamo Alikum ,
Mene khuab main dekha k main kisi ghar se nikli hu maghrib k time apne ghar jane k lye par gali main malba (pather bajri) wagera para hai to main gari main hun aur pathar aur malbe ki waja se gari aage nahe jasaki , aur main gari se utar kar wapis usi ghar main chali gaee hun , aur sath sath mujhe ye bhe fikar hai k mujhe apne ghar jana h , rat bhe horahe hai , ghar akela hoga.
barae mehar bani is khuab ka matlab bata den.