kaaba shareef

kaaba shareef

6 Comments

  1. Aoa
    Mene khawab dekha hai ke… khana kaba ki deewar ko dono bazo khol k chipak k khari ho jati hon. Aur khana e kaba k qad jitna mehsos kerti khud ko aur dono bazon main pori deewar ssma jati jese. Sab log choty nazar aty.
    Main ba nisbat onchi jagha beth jati bilkul khana e kaba k sath. Aur roty huway apni behan k jurwan bachon ko sehat yabi k liye dua karti.
    Aik orat wahan hath main tasbeeh liye ya mateenu ka wazeefa parh ker bachon per phonk rahi hoti. Meri behan b ati wahan apny bachy ko le ker. To woh dant’ti k aap ko hum cam se dekh rahy thay aap logon ko cher rahi thien aj to dam ker deti bachy per ainda yeh dekha to haram paak dobara nahi aa paian gi.
    Kiya yeh khwab bachon ki sehatyaabi ko tarf ishara hai? Kiya behan ya mateenu parhy un k liye?
    Waiting eagerly

  2. Aoa
    Mene khawab dekha hai ke ummrah ki niyat se haram paak jati hon family k sath. Junhi drwazy se andar dakhil hoti sochti jati k khana e kaba pe nazar party hi konsi dua mangon. Junhi nazar parti. Khana e kabba apny qad se bara dikhai dene lagta peechy neela asman us per badal aur asmaan gardish kerne lagta. Khana kaba paak barhta jata aur us per asmaan se roshniyan girne lagtien buht noor ho jata uss per.
    Main taab na la payi waheen darwazy pe do zanu gir jati aur dua mangti apny behan k 2 bachon k liye jo zehni tor pe theek nahi.
    Phir wahan neeli siyahi jesa pani anna shoro hojata sara sehan uss se bhar jata uss pani k uper aik kala khobsorat pathar ka takhta terta huwa ata. Main sochti k kahien doob na jaon. Us takhty pe beth jati hon. Bus itna hi yaad hai.

    1. Mai khwab m dhaikti hoon k m apni behan k Sath Khana Khana gae hoon …m sochti hoo k sab say pehly m apni behan ko kgaba dhaikao gi..pir m gate bhol jati hon bahir ki dukano m kho jati hon or ankh khol gae mere…ye kia baat ki Tarah ishara h

  3. میں نے خواب دیکھا کہ میں نے خانہ کعبہ کی پچھلی دیوار کی طرف نوافل ادا کئے۔۔۔وہاں میرے سوا بس ایک صفائی کرنے والی عورت تھی میں اسے جانتی تھی ۔۔۔۔پھر میں مقام ابرہیم اور ہتیم والے رخ پہ جانے کی کوشش کرتی ہوں پر وہاں بہت رش ہوتا ہے ۔۔۔اور میری آنکھ کھل جاتی ہے ۔۔

جواب دیں

آپ کا ای میل ایڈریس شائع نہیں کیا جائے گا۔ ضروری خانوں کو * سے نشان زد کیا گیا ہے

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker