mizajki shanakht

 

8 Comments

  1. Main ne khwab dekha meri anti jo wafat pa chuki hi wo mere khowab main ati hi .k basti walo ko dood pilya ja raha hi dood vary bary brtanun main hai or basti k sb logon ko pilya ja raha hi meri anti bhi un dood pilany walo main shamil hi mujhy bhi ek gilas dood deti hi main or bhi mangta hun or wo deti hi itny main us ki koi chiz zamin pe gir jati hi wo preshan ho k usy tlash krny lagti hai wo chiz usy mil nahi rahi hoti main us se kehta hun ap jao main tlash kr k la do ga .or ankh khul gi.mujhy is khwab ki tabir chahy

  2. Mny khuaab dykha ek samundar ko cross kro ma swim kr k kr adha cross kr laita hn k ek hippo ajata h wo apna bara sa moo khol lyta h or usk sth e ek dum diwar achanak ajati h mjhy ni pata chlta ma uspy kasy chrh jata hn phir jb ma chrta hn ek bht bari fish mjhy dikhti h jo sirf ankh or moo dikh rha ho aesa maloom hota h k jasy wo mariii hoi ho
    Phir suddenly ma uth jata hn …
    Is khuaab ki taberr mjhy jldi se btaien

  3. Mere father jo 15 din pehly wafaat paa chukay hyn, wo kal mri waalida k khuwab mai aye or argue krnay lgy k tum ny mera parinda (bird) uraya hy, kafi dair tk yehi kehtay rahay or baychain rahay, alhir meri walida ny kaha k wo parinda aya b to meri waja se he to tha…phr mere waalid sukoon se aa k baith gaey or kehtay, "han tum sahi kehti ho, wo parinda aya b tumhari he waja se tha”…
    Plz is khuwab ki tabeer beyan kejiay

  4. Maine khwb dekha tha pehle ya dosray ramadan ko aur zuhr k waqt dekha tha khwb main
    Main aik banglow main thi aur window se bht khoobsurat manzar nazar aa rahe they bilkul jannat jaise main jaise he bhr gai to mujhe do qabaar nazar aein maine mitti main hath dala to mujhe us main aik kagaz mila jis main arabic main likha tha aur mujhe khwb main parhna ni aa raha tha to maine hijay kr k parha to us main AHLE BAITH likha hua tha mujhe ye btaein k is khwb ka maqsad kya tha aur kya mtlb tha is khwaab ka?

  5. آسلام علیکم:میں نے یہ خواب دیکھا ھے نیںد میں اپنی آنکھیں کھولنے کی کوشش کرتا ھوں لیکن نھیں کھلتی ۔میں اس خواب کے بعد بھت پریشان ھون،کیویکہ حضرت ابن سیرین کے مطابق اس خواب کی تعبیر اچھی نہیں ھے

جواب دیں

آپ کا ای میل ایڈریس شائع نہیں کیا جائے گا۔ ضروری خانوں کو * سے نشان زد کیا گیا ہے

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker